Showing posts with label Hashim Nadeem. Show all posts
Showing posts with label Hashim Nadeem. Show all posts

November 03, 2012

Urdu Novel Muqaddas by Hashim Nadeem

Be The First To Comment
About Author and Novel


Hashim Nadeem, famous writer and novelist has written many novels.Novel Abdullah, Sequel of Novel Abdullah, Bachpan Ka December, Aik Muhabbat Or Sahi and Khuda Or Muhabbat and Novel Muqaddas are his amazing and creative novels.Hashim Nadeem Khan is a well known & Skillful writer who became hugely popular in a short span of time. He belongs to Balochistan and a great drama writer and a novel writer. He has complete grip over expressing human feeling of love, desire, patience and so on. His work is widely admired by critics as well as the readers.He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer among four of them have won different awards, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist. He has been also awarded with the Bolan Award for the best drama serial (PTV) for his serial ‘Sipaahee’.Hashim Nadeem has written three novels. His first Novel was Khuda aur Muhabbat which has got a wide readership across the globe.His  novel “Khuda Aur Mohabbat” has got international acclaim and critic appreciations after publication.This is his second novel which depicts human feelings and emotions in a unique way. In this novel he shows the strong ties of love adorned with a colorful title this novel is a gift for readers.It is the first ever novel by any Pakistani,in Pakistan which has been written in the backdrop of Holocaust,the famous theory of the Jews,which actually has taken a place of faith for them.The novel is being critically acclaimed at both national and international forums,and soon the English version of the book will also be out from London.Hashim Nadeem Khan, Mainly from Balochistan (Pakistan), famour for his playwrights. He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist



Click Bellow to Downlad Urdu Novel Muqqadas by Hashim Nadeem






October 17, 2012

Abdullah by Hashim Nadeem pdf

Be The First To Comment

Kuch Lines............

Kabhi Kabhi To Mujhe yun Lagta Ta ke Jese katib-e-Taqdeer ne Mere Qismat Ki Siyaee Kuch Ziada Garhi Bana Dali Ti, Sham Hote He Zohra Ki Yaad ka Panda phir se meri sheh rag ghontne ke liye apne bal kasne laga, hamare takey hue bedam peprhe apna pura zor laga kar taza hawa ki aik lehr ko apne andar utarne ke liye betabi se parh parhate hain, lekin ishq ki dali hui khak hamray sans lene ke tamam raste pehle he masdood kar chuki hoti hai, aise main insan jitna bechain ho kr airhiyan ragarhta hai itni he ziyada usay aziyat hoti hai, Jan rukh rukh kar nikalti hai aise mai fida hone ka behtreen kuliya yei hai ke saans lene ki aur dam kenchne ki har koshish tarak krdia jae aur mohbbat ko apni ragon se zindagi nichorhne ki ijazat di jae, so mai ne be zohra ki yad ke pande ko apne sheh rag ke sath behad mazbooti se lapatne dia, shayad mera muqadar yei yaad ki amar beel thi kiyun ki jis ki zath se yaadon ki dor bandi thi, wo to na jane kahan ja chupi thi, waswase mohbbat ka aeena hote hain, meri chahat be inni waswason ke aks ka shikar ho rahi thi, kon kehta hai ke mohbbat dunya ka mozboot tareen jazba hai, mai ne to shuru se le kr aakhir tak issay tar e hankboot e paya ta, badnamiyan , ruswaiyan, nakamiyan, dard, tadap, kasak au rjalan he aashiqon ka sada se muqadar hai.......................................... for more detail download it


Add caption










October 13, 2012

Bachpan Ka December by Hashim Nadeem

Be The First To Comment

Pesh-e-Lafz

Hashim Nadeem 


Han Mujhe Yaad Hai
Bachpan ka wo December
Tatharti Dhalti Shamon Mai
Aangan Ki Deewar Se Sarakti Dhoop
Jalte Hue Kohle Ki Mehk
Aur Mere Patte Hue Galon Par
Lakeeren Banate
Wo Jamme Hue Aansu......
Aasman Par Jamti, wo badalon Ki Dund Dek Kr
Ammi Ka Darwaze Mai Karhe Ho Kr Pukarna
Aur hum sab ka matti bhare kanche sanbal kr
Apne apne gharon ko bhagna.......
Aur Rath Bhar Chup Chup Kr
Aasman Ko Dekh
Baraf Girne Ki Duaen Karna
Aur Pir Subah Pupatte he
Sehn mai girti baft ke sitare chunna..........

Read more download bellow Novels
                       




Click on Bellow download Bachpan Ka December by Hashim Nadeem pdf


Khuda Aur Mohabbat by Hashim Nadeem

Be The First To Comment

Pesh-e-Lafz

Hashim Nadeem

Samajh Mai Nahi Ata Ke Log Mohbbat Ko Aap-Beeti Kiyu Kehte Hain. Mohabat To Jah Beti Hai. Dunya Ka Wo Konsa Fard Hai Jo Iss Tajurbe Se Nahi Guzra Hoga? Shart Sirf Tasleem Krne Ke Such Aur Inkar Krne Ki Munafiqat Ki Hai. Main Ne Mohbbat Aur Mazhab Ko Jiss Trah Khud Par Warid Hota Mehsus Kiya Unhe In Safhat Par Lafzon Ki Soorat Mai Bakair Diya. Mohbbat Aur Mazhab Ki jung To Mere Dil Ne Larhi Aur Mere Rooh Ne Jheeli Hai, Lekin Jeet Mazhat Ki Hui Ya Mohbbat Ki... Iss Ka faisla Mai Ap Par Chorta Hun.................................................... Read More to download it.

 

© 2011 Youbook - Designed by Mukund | ToS | Privacy Policy | Sitemap

About Us | Contact Us | Write For Us